बुधवार, 4 मार्च 2020

HOW TO AVOID CORONA VIRUS, कोरोना वायरस संक्रमण से बचने का तरीका


aajkal corona virus ka dar charon taraf faila hua hai abhi haal hi main india m bhi iske kuch patient mile hain. abhi tak corona virus ka koi permanent ilaj nahi mila hai.

isse bachne ke liye hume kuch baaton ka dhyan rakhna jaroori hai.

1. kuch time baad apne haath saaf karte rahen.
2. public place par mask laga kar jayen.
3. kisi se haath na milayen.
4. kuch liquid lete rahen.
5. apna imunity system kamjor na hone de.
6. kam se kam 3 feet ke doori se baat karen.
7. adrak, haldi, giloy bhi sahi rahta hai.

for more detail pls watch video







कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

How to see deleted whatsapp messages?

Dosto hamare whatsapp se jo message delete ho jate hain hum unhe dekh nahi pate lekin Dosto is blog main hum aapko ek aisa tarika batayenge...